Why February Month 28 or 29 Days?

TV
Par Ek विज्ञापन Me Ek Bacha Apni Mammi Se Puchta Hai Ki
February Me 28 Day Keu Hote Hai? Abhi-Abhi Saal Ka Sabse Choti Month Gujra Hai|
Kya Apne Kabhi सोचा Hai February 28 Day Keu Hota Hai? Aiye Hum Apko
Batate Hai Ki Aisa Kiya Huya Jo February Lagatar Three Saal Tak Sirf 28 Day Hi
Hai| February Me Har 4 Saal 29 Day Hone Ka Scientific Karon Ye Hai Ki Earth Ko Sun Ki परिक्रमा
Pura Karne Me 365 Days Aur 6 Hour Ka Samay Lagta Hai Aur Har Saal Ke Ye अतिरिक्त 6 Hour बचाकर
Rakh Diye Jate Hai| 3 Saal Ke Bad Agle Saal Me Ye Hour Plus Kiye Jate Hai Aur
Is Tarah February Ko Ek अतिरिक्त Day Mil
Jata Hai| But Humara मुद्दा Hai Ki
February 28 Day Ka Keu Hota Hai? Keu Nahi Onyo Koi Month 28 Day Ka Rakha Gaya?
Jabab Ye Hai Ki Isme रोमन लोगों Ka Hath Hai| Hum Abhi Jis Calender Ka Istemal
Karte Hai Wo Kafi Kuch रोमन लोगों Ke Bahut Purane Aur Samajne Me Muskil Calender
Par आधारित Hai| Halaki Is Baat Ke Sabut Dund Pana Muskil
Hai Parantu Aisi Koi Kahaniya Sadiyo Se Prachalit Hai Jinke Anusar रोम Ke Pehle शासक
रोमुलस Ke
Samay
Me Aisa Calender Tha Jo March Se Suru Hokar December Par Khatam Hota Tha| Is
Baat Ki Koi Jankari Nahi Hai Ki Is Samay December Ki End Aur March Ke Pehle Ke
Samay Ko Kaise Count Kiya Jata Tha Parantu Yaha Sardi Ka Mousam Me Krishi Na Ho
Pane Ko Bajah Se Is Samay Ka रोमन लोगों Ke Liye Koi महत्व
Nahi Tha Aur Ise Calender Ka Hissa Banana Unhone Jaruri Nahi Samja|
रोम
Ke Dusre शासक, नुमा
पोम्पिलियुस, Ne Calendar Ko Jyada Satik Banane Ka निश्चय Kiya Aur Ise चांद
Ke Hisab Se Ek वर्ष Pura Karne Ka Soucha| Us Samay प्रत्येक चंद्र
वर्ष 354 Din लंबा
Hota Tha| नुमा Ne Calender Me December Ke Baad January Aur
February Ke Month Jore Tai Bache Huye Dino Ki Ginti Ki Ka Sake| Dono Month Ko
28 Day Ka Banaya Gaya Keuki चंद्र वर्ष Ke Hisab Se 56 Din अतिरिक्त The| रोम
Me 28 Number Ko Bura Samja Jata Tha Aur Isse Bachne Ke Liye नुमा Ne January Me Ek Din Aur Jorkar Ise 29 Day Bana
Diya Aur Har वर्ष Ko 355 Day Ka| Is Baat Ka Karon Kabhi Gyan Nahi
Ho Paya Ki Akhir Keu नुमा Ne February
Me Bhi Ek Aur Din Nahi Jora? Prachin रोमन
काल Se Hi February Month Ko बदनसीबी Wala Month Samja Jata Tha Keuki Ye 28 Day लंबा Tha |
February
Ko Ashubho Month Samje Jane Ki Piche Ek Aur Karon Ye Bhi Hai Ki Is Month Me Hi रोम Me मृत
आत्माओं Ki Santi Aur पवित्रता
Karyo Kiye Jate The| Yaha Tak Ki Purani सेबाइन
जनजाति Ki Language Me February Ka Matlab Pabitra Karna
Hota Hai|
Itne
Badlau Ke Babojut Calender Me Ane Wale Muskil Katam Nahi Hui Aur Ye Mousam Ke
Badlau Ke Hisab Se Nahi Ban Saka Keuki नुमा
Ne Ise चंद्रमा Ke Hisab Se Banaya Tha Jabki Mousam Me
Badlau पृथ्वी
Duwara सुर्य परिक्रमा
Se Hote Hai| Is Samay Se निजाद Pane Ke Liye 23 February Ke Baad 27 Dino Ka Ek
Aur Month Jora Gaya Agle Do Saal Me| Parantu पोंटिफ
Jise Calender Me Sudhar सुनिश्चित Karne Ka
Bhar Soupa Gaya Tha, Usne अतिरिक्त Month Ko
Calender Me Sahi Samay Par Nahi Jora Aur Is Prakar Samasya Ka Koi Upay Nahi Mil
Saka|
रोम
Ke विश्व प्रसिध
शासक जुलियस
सीजर Ne 45 BC Me Ek विद्वान
Ko नियुक्त Kar Calender Ko चंद्रमा
Ke Anusar Na Rakhte Huye सूर्य Ke Hisab Se
Rakhne Ka आदेश Diya Jaisa Ki मिस्त्र
Ke Calender Me Kiya Jata Tha| जुलियस सीजर Ne Har वर्ष
Me 10 Din Jor Diye Aur Har चौथे वर्ष Me Ek Aur Din| Ab Har वर्ष 365 Din Aur 6
घंटे लंबा
Tha।
Ek
Prachalit Kahani Ke Anusar जुलियस सीजर Ne Har वर्ष
February Me Ek Din Jorkar Ise 29 Dino Ka Bana Diya Tha Parantu Jab Waha Ki संसद
Me February Ka Name बदलकर सेक्सटिलिस Kiya Gaya Tho February Me Se Ye Din Kam Kar
Diya Gaya Aur Ye Din August Me Jor Diya Gaya| Parantu Is Kahani Ko Bilkul Galat
Samja Jata Hai Aur Is Baat Ke Koi प्रमाण
उपल्ब्ध Nahi Hai जुलियस
सीजर Ne Kabhi February Me Ek अतिरिक्त Din Jora Tha|
Post a Comment